akhilesh yadav laptop specification 2022 - Review, Specs Etc

akhilesh yadav laptop specification 2022 - Review, Specs Etc

  This is All you need to Know About The Laptops Which has Provided Akhilesh Yadav Government 2014 in UP. Akhilesh yadav laptop specification 2021 - Review, Specs Etc

Pahle Aapko aapko laptop ke specifications ke bare me batate hai. Ki Laptop Me kya - kya diya gaya tha. Aap ko Laptop Ki Samany Jankari Di ja rahi hai.

Akhilesh yadav Laptop Specification

General Specification

  • Screen Size - 14 inches
  • Ram - 2 gb Ram , Jo ki Actual me 1.48 GB hai.
  • Graphics Card - 512 MB AMD Redeon (TM) HD 6480G (PS 3.0)
  • Hard Drive (HDD) - 500 GB ( Kul Khali Space 460 Gb ke Availble
  • Pre-Installed OS - Windows 7 Home Basic 64 bit
  • Model - HP Pavilian g4 1303 AU

Akhilesh Yadav Laptop Connectivity 

  • Wifi
  • Bluetooth
  • 3 USB Post
  • SD Card Slot
  • 2 Speakers
  • HDMI
  • Webcam
  • DVD Drive
  • External Monitor Port

Review

UP Government Laptop me Pahle Se hi Operating System Install hai, Jisme aapko Windows 7 home Basic aur Ubuntu Lynux installed hai. 
Agar Aap Video Game khel rahe hai to Battery around 2 hours tak chalegi. Battery ki Quality barhiya hai aur laptop me achhi tarah fit hai jisse ki Laptop achha dikhata hai.

Is Laptop me aapko Bahut saare pahle se installed software mil jayenge,. Jisme se Microsoft Office 2010 pahle se jaroori software milega. Aapko Premium service ke sath aapko Professional key mil jayegi.  Iske sath hi aapko Adobe reader X, Adobe Flash, Tatha Aur bhi Drivers ke Collection Mil jayenge.

Getting Started With Akhilesh Yadav Laptop

Jab Aap laptop ko Open karte hai to aapko Windows 7 start hoga. Jisme aapko Pahle shayad hi Preinstalled OS mile. 
Jab Aap Bag kholenge to aapko Microsoft Office 2010 milega usme aapko Uska product key milega. Jise aapko kahi achhi jagah pe store karke rakh dena hai. Iske sath laptop ki any CD bhi milegi jisme se hai.
  • Driver Recover CD
  • Windows Recovery
  • Ubuntu Operating System

Troubleshot With Laptop 

Low Ram

- Ram Ko Aap 4 GB tak barha sakte hai. Kyoki Laptop Updgrading Support Karta hai.

Screen Flickering

-  Kabhi Kabhi Battery Se Laptop Use karte samay Aapka Screen Flicker kar sakta hai. Aap .Net Framework Update rakhe to aapko is samsya se Chutkara mil jayegi.

User Account and Possword

 Appke Akhilesh yadav Laptop Ka Possword uplcuser hai.

Remove Ubuntu OS

Laptop K Sath CAssete Ke dwara Aap Ubuntu OS bhi Chala sakte hai.

BIOS image Akhilesh Yadav and His Father

yadi Aapko Mulayam singh wale Laptop Ka BIOS image hatana hai to aapko hamare Blog Ki post parhni chahiye Ya Search kariye.

Recommendation

Yah laptop Aapke liye Decent Sabit ho sakta hai. Apko Isme Kam ram milta hai. yadi aap chahe to aap RAM ko 4 GB tak Barha sakte hai. 

yadi Aap chahte hai ki Windows ko recover karna to aapko ham Recover karwa denge. Aapko yaha Par Windows Ki Laptop Wali Casset hamare yaha availble hai. Yadi Aap Akhilesh Yadav wali Original Driver and OS chahte hai to Aapko is blog par mil jayegi.

Yaha Tak ki Aapko Sabhi Software Mil jayenge Google Drive Par Jaise -
  • DVD Writer
  • Windows 7 recovery CD
  • Adobe reader
  • AMD & Catalyst Software ( Original )
  • Microsoft 2010
Jo bhi Software 4 Casset ke Andar tha.

Games On The Laptop

Is Laptop par aap bahut sare Games Asani se khel sakte hai. Lekin Aapke Laptop par Sahi software install ho to . yadi Sabhi driver kaam nahi karenge to aapka Laptop smoothly kam nahi karegal Aur Aap game ko Enjoy nahi kar payenge. Aap Bade Games To nahi khel sakte hai lekin 100 MB tak Games Asani se Laptop par Run Kar lenge.

Yadi Aapko Software Ki Jaroorat ho to aapko Is blog Par sabhi Software Google Drive me mil jayenge jaha par aasani se download kar payenge aur akhilesh Yadav Laptop Ko Ginune banaa payeng. Yadi Koi Samsya hai to aap Hamare is post par comment karke bataaye. Ham Uska Solution Denge.