Weapon Attachment in Free Fire

Weapon Attachment in Free Fire

 Weapon Attachement in free fire : Aapko Is post me Bataane wale Weapon ke prayog karne ke bare me, Aapko is Post me Batayenge ki Kaun se weapon me Kis prakar attachment lagte hai.

Asal Me weapon Attachment free fire game kya hain. Isko Achhi tarah samjhte hai.

Weapon Attachment Aapke weapon ke power ko barhate hai. aur jiski madad se aap dushman ko achhi tarah se damage de sakte hai. iske liye Aap weapon Attachment ka prayog kar sakte hai. Iske kuch Function hai Jiske Bare me Puri List de rahe hai.

Aapko Batate chale ki Attachment ko weapon me removable part ki tarah se use kar sakte hai. Isko use karna hai ki nahi ye aapke upar depend karta hai. Aur yadi isko auto me rakhna hai to Aap iske liye Settings kar sakte hai.

Aapko Auto Pickup Ke Option Game me mil Jate hai. iske Liye Niche ki Di gayi settings ka palan kare. 

Settings > Auto Pickup > Turn On

List Of Weapon Attachments in Free fire

Muzzle 

Muzzle Free Fire game me Ek Mast Attachment hai. Iski Madad se Aap Weapon ki Range ko Increase kar sakte hai. Muzzle ko Level 3 tak Upgrade kiya ja sakta hai.
  • Level 1 : Kam Range Ke liye wepon me istemal
  • Level 2 : Medium range Ke liye weapon me istemal
  • Level 3 : Large range Ke Liye weapon me istemal

Silencer

Ek bar Jab is attachment ko Aap add kar liye to aapke chalne ka jo sound hota hai wo kam ho jayega. Jab Aap Koi weapon chalate hai to aapke weapon gali chalne ki Awaj ko kam kar dega. Silencer ko upgrade nahi kiya ja sakta hai.



Magazine

 Magazine ammo ki capicity ko increase karta hai. aur reload ko fast karta hai. Iske bhi 3 level tak upgrade kiya ja sakta hai.
  • Level 1 : x0.5 faster
  • Level 2 : x1 faster
  • Level 3 : x2 faster


Double Magazine

ye thik pahle wale magazine ki tarah hi kaam karti hai. Bas iska kaam ki 2x speed se karne se hai. Aur isko Attach karne se Aapke weapon bahut hi tezi se chalne lagenge. Bahut hi fast.

Forgrip

aapke Suitable weapon ye forgrip kaam karta hai. Forgrip Aapke weapon me fast goli fill karne ka kaam karta hai. jab bhi weapon ki goli khatm ho jati turant weapon reload kar deta hai. Isko bhi level 3 tak upgrade kiya ja sakta hai.
  • Level 1 : Low Recoil reduction
  • Level 2 : Medium Recoil reduction
  • Level 3 : High recoin reduction

Scopes

Aapko Free fire Game me 2 tarah ke scope mil jayenge. 2x Scope aur 4x scope. Ye bhi zoom ki tarah kaam karta hai. Jab bhi weapon me attach rahe to aap scope lagakar enemy ko kill kar sakte hai. Isse enemy ko dur se clear detect kiya ja sakta hai.


Stock

Stock Character ko firing ke samay speed ko barhane ka kaam karta hai. aur recoil ko kam karta hai. iske bhi 3 level hote hai.



Conclusion : Weapon Attachment in Free Fire

To aapko hamne Bataya ki Free fire ke sabhi weapon attachment ke bare me. Hope aapko jankari pasand aayi hogi. aur Aap apne game best performance kar rahe honge. hame like kijiye. twitter par follow kar liye.