How to Add Jump Break in Blogger in Hindi

How to Add Jump Break in Blogger in Hindi

 Blogger Me Ek aisa feature hai jiska use Post ko feature Karne ke samay read more ke option ke liye kiya jata hai. Ye option Blogger User ke liye bahut achcha option hai. Jab bhi blogger apne page blog ko homepage par chahe jitna page show kara sakta hai.

Is feature ka Nam hai Jump Break. Jump break ki sahayta se Pure Post ke content ko Sirf Aadhe ya kam page par show karwa sakte hai.. Ab aapko bataate hai ki Jump Break Ki jaroorat kyo padti hai.

  • Page ke Load time ko Increase karne ke liye.
  • Visiter jab bhi aapke page ko scroll karega to pure page ko scroll karega. Aise me Uske Scroll ko Kam Karne ke liye.
  • Bounce Rate Kam Ho jayega. Kyoki Isse visite ko read more ke through usko page open karna padega.
  • page view increase ho jayega.

How to insert jump break in Blogger?

Jump Break Ko Add karna bahut hi easy hai. aur Aap isko 2 ways se Add kar sakte hai.
Post Editor me Jump Break Use Karke
Page me <!-- more --> Add karke

#Method 1

  • Blogger me sign in kijiye.
  • Post Editior par Jaiye ( Blogger > Edit Post )
  • Ab Ap Blockquote ke Side me Aap dash Ka nishan dekhoge, Jaha Aapka Jump Break Ka option hoga. Usko aap jaha bhi paragraph ke bad lagana chahte hai. laga lijiye.


#Method 2

  • Aap Insert Jump Break Ko Apne HTML Post Editor me bhi kar sakte hai. Iske liye Ap apna Post Editer open kare aur html par jaye.
  • Ab Aap Kisi bhi P tag ke Andar <-- more --> ko add kar dijiye, Bas Aapka Kaam ho gaya.



yadi Koi Pareshani Aati hai to aap Sidhe Comment Box ke jariye, Hame Bataye usko Hum Solve kar denge.