Android phone me play store kaise open kare

Android phone me play store kaise open kare

Play store Kaise Open kare? Play Store ko khole is Post ko Parhke . Play store lagbhag har android mobile me pre-install rahta hai. Android google ke dwara banyi gayi ek operating system hai. Aaj ke android phone me sabse jyada popular bhi hai. To android phone me play store ko access karne ke liye hum google account ki jaroorat padati hai. To Email id se play store kaise open kare ke bare me bata rahe hai.


 WHAT IS PLAY STORE or प्ले स्टोर क्या है ?

Play store android app ka sabse bada market[collection] hai jaha par hum sabhi type tarah ke apps free & paid me pa sakte hai. Play store aaj ke har android phone me preinstallde means pahle se install app hai.
Jab hum start me play store use karte hai to wo login karne ko kahta hai. Gmail id se. login kaise kare mai apko bata raha hai.

Google account or gmail id kaise banate hai?

Step 1Sabse pahle aap google par ek gmail id create kariye yadi hai to- [ yadi aap nhi jante ki google par id kaise banate to janne ke liye yaha click kare]
Step 2. Iske baad aap apne android phone ke stting me jakar add account par click kijiye.
Step 3. Phir google par click kijiye
Step 4. Ab sign in par par click kijiye aur apni gmail id se login kijiye. \iske bad next or sign in par click kijiye.
Step 5. credit card aur sync setiing ke liye puchega jinhe aap apne hisab se set ya phir skip kar sakte hai.
Step 6. Skip karte hi apka play store open ho jayega phir aap play store use kar sakte hai.

 APP KO PLAY STORE SE INSTALL KAISE KARE

1. Sabse pahle search bar me koi app ka nam likhe phir search par click kare.
2. Phir aap dher sare open ho jayenge . Kisi ek app par click kare phir install button open  hoga
3.  jis par click karke koi bhi app install kar sakte hai.

Point >>
Play store se apne aap app install ho jata hai lekin other source se jab aap koi app install karte hai to unknown source ko open karna padta hai]

Function keys kya hoti hai aur unke karya kaun se hai?

 YADI PLAY STORE OPEN NAHI HO RAHA HAI TO..

Yadi aapka Play store open nahi ho raha hai to ya phir play store has stopped ka messagge aa raha hai to nimn me se ye upay kare.


Apne Account ko Remove kar de - Ye ek barhiya idea hai jise aap apne phone ki setting me jakar google account par click karke remove account kar sakte hai.

Hard Reset Or Restore - Yadi iske baad bhi play store kaam nahi kar raha hai to aap apne mobile ko restore kar de.

Play store update - Apne play store ko hamesha update karte rahe. Bina update kiye play store android phone par run nahi karte hai aur aapka app bhi install nahi hota hai.

 AT THE END 

Play store ko kaise open karte hai gmail id se ye jana.Apko mai bata du ki play store par apna app submit karne ke liye google 25$ leta hai. Jisse app 25$ pay karke hi aap apna app play store par submit kar sakte hai.

Ye jankari aapko achi lage to social media par share jaroor kare. Right side me share button diye gaye hai jis par click karke aap is post ko share kar sakte hai.