Aapka Blog Responsive Hai Ki Nahi Kaise Check Kare

Aapka Blog Responsive Hai Ki Nahi Kaise Check Kare

Aapke Blog ka theme responsive hai ki nahi aapko kaise Check karna chahiye aapko hum isme bata rahe hai. 
Responsive template ka hona aaj ke blogging time me bahut jaroori hai. Is post me template responsive hai ya nahi ise kaise pata kare. Janenge, blogger par free template kuch responsive hai aur kuch nahi isme template ka full responsive hona bahut jaroori hai. Responsive matlab template ke us aashay se hai - template kisi bhi device me puri tarah se fit ho jaye.

Responsive Template Ka Hona Kyo jaroori Hota Hai?

Template responsive hone se hamari har article & content puri tarah kisi bhi device me fit dikhte hai. Responsive temaplate me hamari website adjust aur attract dikhhati hai. Responsive template ka ek labh ar hai ki template sabhi divice- smartphone, pc, laptop etc me apki site/blog ek se fit dikhti hai.



Blog Ke theme Ko Kaise Check kare ki Responsive hai Ki Nahi

1. Aapke paas internet connection hona chahiye. Iske liye aap google me search
kare - responsinater- ya phir direct site par jane ke liye click kare

2. Jab ye site open ho jaye to left side me apne blog/website ka uel isme dale aur search kare.



3. Aapka blog  device me patroid, landscape, type me dikhta hai. Niche device me aapka blog/website dikhega jaise- smartphone me, android ,iphone me ,laptop par

To ye thi template ko responsive hone ki check karne trick jisse aap simple tarike se check kar sakenge template responsive hai ya nahi.

HTML Code se Pata Kijiye Ki Aapka Blog Responsive Hai Ya Nahi

Aap chahe to blogger template me likhe gaye code ko pata laga kar bhi template ka responsive hone ka pata laga sakte hai.

1. Template ka backup le aur template ko notepad me open kare. --or--
Blogger dashboard >> template >> Edit Html par jaye.

2. Ab ctrl+f press kare. Search bar open ho jayega.

3. <head> code search kare aur is code ke niche check kare ki ye code hai ya nahi. Agar nahi hai to ye code copy karake <head> ke niche paste kar de.

Code-

<meta content='width=device-width, initial-scale=1' name='viewport'/>


Intial-scale=1 code dekh le ki ye hai ki nhi ye code template ka full responsive code hai. kyoki responsive veiwport 0 se 1  best hota hai.

Read >> 


Last Words

Responsive Theme Ka Hona Bahut Jaroori Hota hai. Isse Visiter aapke Article ko achche se kisi bhi device me parh lega. Nahi Aapka Content Idhar Udhar Rahega To site Ko Turant Leave kar dega. Koshish kare Aapka Blog dikhne me Achcha Ho.